MUKTIA Poem by sapna sagarapne darr ko khatm karke mukt ho jane ka anubhav....
khud se ladna aage badhna ab seekha hai maine ,
kisi galat ko sehen ke reh lu,swabhaav nhi hai mera; apni baat daave se rakhna ab seekha hai maine....., galat kiya ya hua ki duvidha me ab nhi fasti hu mai, kya sahi hai... karna kya hai... ab seekha hai maine, har sapna ...sapna hi tha,khud ko pehchani na thi, sapno me ab khud ko dhalna,ab seekha hai maine..., ab hongi aashayein poori,or wo saare sapne....., sapne dekhna....poora karna ab seekha hai maine.
© 2015 sapna sagarAuthor's Note
|
Stats
181 Views
3 Reviews Added on May 30, 2015 Last Updated on May 30, 2015 Authorsapna sagarkanpur, hindu, IndiaAboutSapna kya hai nayan sej per soya hua aankh ka paani....bs aisi hu mai.... more..Writing
|