PHIR KYA?

PHIR KYA?

A Poem by sapna sagar
"

hum sabhi ek baat to sochate hi hain ki ye to hua,ab iske baad kya.jivan chakra bhi kuch aisa hi to hai....

"
paida huey,bade huye,
phir uske baad kya?
pdh likh gaye,kuch bann gaye,
phir uske baad kya?
shaadi hui,pariwaar bna ,
phir uske baad kya?
di parvarish buddhe huye,
phir uske baad kya?
aashrit huye ,phir marr gaye ,
ab uske baad kya?
phir se chalega chkr yahi ,
tb uske baad kya?

© 2015 sapna sagar


Author's Note

sapna sagar
?

My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Reviews

Subah hoti hai shaam hoti hai, zindagi yun hi tamam hoti hai.. Hum to bas rozgaar ki bhag daud me hi saara samay nikal dete hain. Asal arth to koi samajh hi nahi paata is jeevan ka. Par aapne kya khoob samjhaya hai. bht hi badhiya :)

Posted 9 Years Ago


sapna sagar

9 Years Ago

shukriya....bahot bahot
wakai hum zindagi is soch me guzar dete hain ki ab aur kya karna hai, is se hamare jeevan me na toh sukoon rehta hai aur na hi khushiyaan...aapne is kavita ke zariye ye khoobsoorti se samjhaaya hai...
I loved it.
Maumil

Posted 9 Years Ago


sapna sagar

9 Years Ago

thanks ........thank u so much....
Mujhe lagta hai ki hame kabhi bhi ye nahi sochna chahiye ki 'uske baad kya' kyuki jitna vaqt hum ye sochne me vyatit karte hai usse accha Hota ki humne kuch kaam kar liya Hota....mujhe lagta hai ki hame apne present me jeena chahiye

Posted 9 Years Ago


sapna sagar

9 Years Ago

gud nite......uhi likhte rahiye mast rahiye.....
Rajat malik

9 Years Ago

Okk....good night....
apna khayal rakhna....
sapna sagar

9 Years Ago

THANK U .....U TOO.

Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

153 Views
4 Reviews
Added on May 14, 2015
Last Updated on May 14, 2015

Author

sapna sagar
sapna sagar

kanpur, hindu, India



About
Sapna kya hai nayan sej per soya hua aankh ka paani....bs aisi hu mai.... more..

Writing
TAPAN TAPAN

A Poem by sapna sagar


MUKTI MUKTI

A Poem by sapna sagar


Dard Dard

A Poem by sapna sagar