MARZI HAI TERI

MARZI HAI TERI

A Poem by saksham

Muskaan dena muskaan lena,
Khawahish dena khawahish lena,
Ibadat dey kar hifazat dena,
Tum kehte kehte Aap keh dena
marzi hai teri,

Saloo sath rehkar bhi intezaar karana,
Teri pyari si husi kuch gungunana,
Sab kuch bolte hue bhi kuch na batana,
Muje poora pakar bhi ek pal mai chale jana,
marzi hai teri,

Barish ki boodo ki tarah barasna,
Chameli ki khooshbo ki tarah mahakna,
Asmaan mai poonam k chaand ki tarah damakna,
Raat mai Sitaro ki tarh chamakna,
Marzi hai teri......

Barisho mai chatri ko bhool jana
Sookhe mai nall khula chod jana
Toote hue taare ko bhi tod jana
Chalti raah mai akela chod jana
Marzi hai teri.... Marzi hai teri....

Writer : SAKSHAM

© 2015 saksham


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Reviews

Thanks bhai ji sab bado ka ashirwad hai he he

Posted 9 Years Ago


Bahut achhe.
Marji hai teri tu chahe jo karo. You are free. Kamaal ka likha hai mere dost apne.

Ibadat dey kar hifazat dena,
Tum kehte kehte Aap keh dena
marzi hai teri,


Posted 9 Years Ago



Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

157 Views
2 Reviews
Added on April 29, 2015
Last Updated on April 29, 2015

Author

saksham
saksham

agra, uttar pradesh, India



About
a simple hindi poet. more..

Writing