Kuch khass hoti hain LADKIYA. .

Kuch khass hoti hain LADKIYA. .

A Poem by saksham

...................LADKIYA.................. 
 KUCH KHASS HOTI HAIN LADKIYA....

..Samazdar,sulabh,sishtachar hoti hain LADKIYA ..
Gurutatv ki sacchhi pehchaan hoti hain LADKIYA ..
Maa ki dulari Baba ki agyakar hoti hain LADKIYA ..
KUCH KHASS HOTI HAIN LADKIYA.. 

Dusre ki aangan ki shaan hoti hain ...
purey desh ka jab maan hoti hain... 
drann nischaya or abhimaan hoti hain... 
aaj seemao par suvabhiman hoti hain...
un sey poocho jinki pehchaan hoti hain LADKIYAA... 
KUCH KHASS HOTI HAIN LADKIYA... ....

Jivan ki rachna ki lakir hoti hain, 
Rani laxmibai ki tarah veer hoti hain, 
hum sab k jivan ki takdeer hoti hain,
apno se apno tak ki zanjeer hoti hain LADKIYAA... 
KUCH KHASS HOTI HAIN LADKIYA... 

Angan main Payal ki zhankar hoti hain,
Sharam haya jivan adhura pyar hoti hain, 
Palne se lekar Paalne tak hoti hain, 
Zamane matt dekh dohri nigaho sey..... 
Kisi k makan ko Ghar banane vali hoti hai.. LADKIYA 
KUCH KHASS HOTI HAIN LADKIYA

© 2014 saksham


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Reviews

Video bhi daalo naaaaaa...
Thoughts-provoking poem..
A real tribute to all girls sitting somewhere..here n there..
keepp writing love your sense of percieving things even when it comes opposite gender..
thanks for sharing

Posted 10 Years Ago



Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

266 Views
1 Review
Added on April 12, 2014
Last Updated on April 12, 2014
Tags: [email protected]

Author

saksham
saksham

agra, uttar pradesh, India



About
a simple hindi poet. more..

Writing