khavaishA Poem by Rajesh Kumawatvo pass hai par karib nahi vo najar mai hai par najare mai nahi vo badal hai par barsate nahi vo khavab hai par mera nahi magar he jalim vo manjil hi kya jo dur nahi vo najar hi kya jisamai nazariya nahi vo barish hi kya jisamai badal garje nahi aur vo khavab hi kya jismai hakikat nahi to ae husn tu yad rakhana manjil pe hum jaroor pahuchenge vaha khud ke najare bhi banayenge aur ek din un barish ki bundo ke sath khavabo ke sagar mai dubki bhi lagayenge to bas tu yaad rakhana yaad rakhana|| --Rajesh Kumawat
© 2021 Rajesh Kumawat |
Stats
78 Views
Added on December 30, 2020 Last Updated on January 2, 2021 |