Ek adhoori kahaaniA Story by Rishabh Jain
Rat k 2 bj the the
Bhar tez hawayein chal ri thi Barsaat ka mousam tha Aur uski yad aa rhi thi Use dekhe mahino ho Gye the Par baitha tha wo waha Saant,adhoora,besahara Tez Barsaat hone lagi Aur saath hi saath usse Milne ki Chahat aur badh rhi thi Sari purani batein najane Achanak aankho k samne aane lagi apni 3 Manjil ghar k khidki par baithe Wo uski yaadon me ro rha tha 3 mahine ho chuke the us bat Ko Unki thami hui adhoori Kahaani Ko Par najane Ku jina mushkil sa lag Ra tha Use phle hi pta tha Pta tha Ki unki Kahaani jaldi thamne wali h ki unki Kahaani adhoori hi rh Jane wali hai Par phir b gum tha Haa,woh use chor kr Chali gyi Bhut dur,hm sbse dur Sayad khuda ko uski jarurat thi Par usne ye Ku na socha ki is Bande ko b uski jarurat thi Ki uska kya hoga uski mohabbat ki moujudgi k Bina Haa nahi bhula paya wo use Haa nahi bhula paega wo kabhi use Haa aj b wo rota hu Haa aaj b wo usse pyar krta h © 2017 Rishabh Jain |
Stats
56 Views
Added on November 15, 2017 Last Updated on November 15, 2017 |