HMARE HI SHABDO KAA Chapter by poonam naurojiPOEM IN REMEMBRANCE OF LOVE,I FEEL LIKE URDU INCREASE THE TASTE OF GAJAL.Hmare hi shabdo ka aaj wo bdla le rhe he, Hmne jo diye the aansu kbhi, Unka hi hisab le rhe he. Prem ke is kafas ko todkar, Aaj wo karar le rhe he. Tere mere kashish ki upakhya ka Aaj wo mja lerhe he. Ek ahan tha kabhi, Ki hum ahak the kabhi uske, Aaj hmare hi jism ke katro se apne ghar Ki diwar bna le rhe he. Hume aashiq aur khud kajjank bne jar he , Ehtiyat barat ! Is kamsin ki kishti ko wo duboye chale ja rhe he, Un nashile pyalo ki kimat aaj wo liye jaa rhe he, Wo shama ki yaado me hmara bhi sauda kiye jaa rhe he. Kabhi fool aur kabhi kaante wo diye, Chale jaa rhe he, Aur ek hum he fir bhi unke kadmo ke aahat par hee Kaalin bichate chale jaa rhe he. © 2018 poonam naurojiAuthor's Note
|
StatsAuthor
|