Bas ek aur naayi subhaA Poem by Rachika Evelyn FauzBas ho rahi hai meri, Jahan, jigar. Shuru se leke kud gaye hum. Jab ata pata na tha. Tab kuh gaye hum. anne doo. Rehne doo, karo jo karna hai. Reh ke baith jao. Bas iske baad kya karooge? Sahre gum bhula ke, Sarre dard bhula ke, Sab khattam karke, Chal pade the hum. Nam na ghar ka pata. Par bhaage the hum. Kappde, kitabein sab baand ke. Bhaage tumhare pass. Bas itna hi soch ke, Ki basse tumhare pass. Reh gaye raasta dekhta dekhta, Na jaane kab choodha saath humare Raasta pe la choodha hummein. Ab dhunte rhete hai rassta ghar ka. Jaye toh kiske pass? Dunniya bassa li tumme. Chood aaye sab; Bhatakte hai hum ab.
© 2016 Rachika Evelyn Fauz |
Stats
68 Views
Added on October 17, 2016 Last Updated on October 17, 2016 AuthorRachika Evelyn FauzDelhi, IndiaAboutPoem enthusiast. Artist. love the silence. in love with the moon. more..Writing
|