poem on teacher dayA Poem by writ rajatYeh
kaha agaye hum chalte chalte, Solid
se liquid galte galte, Padhai
me ek aisha aya date Ki
hum ho gaye evaporate. Jab
badal garajte hai tab water ki varsha hoti hai, Par
humare classroom me jab adhyapak garajte hai, Tab
knowledge ki varsha hoti hai. Yeh
education bhi kya cheez hai,, Kamyabi
ka yeh beez hai, Agar
students pighalte ice-cream hai to
sikhsak electronic fridge hai
Teachers
ka kehna hai ki Duniya
me sab kuch khao laddooo khao roti khao , Rasgulle
moti moti khao Par
bhav mat khao , Aaayiye
Appreciate kare unke kaam ko, Protect
kare unke sammaan ko, Jindagi
me kabhi naa karna inki insult, Aap
jante hai inke mehnat ke anjaaam ko, ‘apka
RESULT’, har
subjects ke charo or kiya humne revolution, Idhar
gaye udhar gaye par nahi mila solution, adhyapako ne hame aisha kiya involve, Ki
humare career ka har problem ek chutki me ho gaya solve © 2015 writ rajatReviews
|
Stats
240 Views
4 Reviews Added on September 1, 2015 Last Updated on September 1, 2015 |