Scientific love storyA Poem by writ rajatits my Hindi poem sorry for barrier.
ye kaha aa gaye hum chalte chalte,
solid se liquid galte galte , pyaar me ek aisha aaya date, ki hum hogaye evaporate, ek ladki ke charo ore kiya revolution, moon ki tarah samaj ne aisha kiya revolve, ki praar ka ye problem kabhi na hua solve, gas banke ghum rhe the asmaan me moti sa ansu mila mujhe inaam me, precipitation ke time galti se mai garaj para, mera pyaar hi mujh pe baras para, to yaad aaya mujhe newton ki baat, phek ke upar dekh wo jaroor aayigi tere paas, ek din wo gravitate hoke paas aayi mere , boli ki mai lena chahti hu tujhse saat fere, achanak mujhe yaad aaayi magnet ki baat, plus ko kardo minus dekh ke jayegi tujhko baagh, koi mil gaya ko jaadu aake paas mujhko bola , ki mai hu science me bahut bara lola, maine kaha ek scientist se, tune aisha machine kyon nahi banaya , mera dil mujhko wo wapas lotayya, are kyon karte ho logo ka kaam asaan, jiske liye tum din raat rote, usse hum ho jaate mote, tumne banaya car, jo brhati hai mera wajan, mujhe mota karne ki tumne kha rakhi hai kasam, © 2013 writ rajat |
Stats
186 Views
1 Review Added on June 28, 2013 Last Updated on June 28, 2013 |