Hame Kya Pata Tha...A Poem by Slender Smile/Husna TayyabThis poetry was published in my college magazine during our first college day fest.:)
Hame Kya Pata Tha...
Hame kya pata tha, hame aap mil jaoge...
Hame kya pata tha, hum aap ko chahne lagenge...
Saalon intezaar kiya hain, saalon intezar karenge...
Ek din aapko apna banakar rahenge...
Sapne dekhte hain hum aapke,
din mein aur raat mein...
chahte hain itna aapko,
base ho har saas mein...
Kuch bhi karein hum,
kami tumhari mehsoos karte hain sanam...
khud se bhi zyada...
tumhein yaad karte hain hum.
Zindagi ke har mod par,
tumhein dhoondte the hum...
ab aake mile ho,
baantlo meri khushiyan aur gham.
Saalon intezaar kiya hain...
saalon intezar karenge...
kisi din aapko apna banakar rahenge.
*---*---*
© 2009 Slender Smile/Husna TayyabAuthor's Note
Featured Review
Reviews
|
Stats
1124 Views
6 Reviews Added on April 14, 2009 AuthorSlender Smile/Husna TayyabSacramento, CAAboutبسم الله الرحمن الرحيم I fall & I pick myself up, I lose hope yet I dream I am los.. more..Writing
Related WritingPeople who liked this story also liked..
|