![]() Umeed (Hindi)A Poem by hardeep sabharwal
Aankhe jhankti hai, jigyasavash,
wo jo nishchal hai, nirmal hai, manobhavo ki mon swikriti ko deta hai, umeed purantaa ki,, Tute hue kshno ki kshtipurti ka aabhas bhar gehraate man ko bharta ha rango se Ki sabse satvik man bhi kabhi na kabhi to, talaashta hoga ek tasmik jism, Nhi ye koi partispardha nhi, Na hi ye ghat raha ha paristhiti-vash parinaam ha ye uss divyaswapn ka Jo ytharth k tute khahndro me talaash raha ha,, Sunehare kal ko, har ek bikhre hue sehme pal se,, sahej kar uss gyaan ko Jo poonji hai kshan-bhangur jeevan ki, saaransh yahi ha us gyaan ka mai snway hi umeed hu snway k liye © 2015 hardeep sabharwalReviews
|
Stats
335 Views
9 Reviews Added on April 28, 2015 Last Updated on April 28, 2015 Author![]() hardeep sabharwalpatiala , punjab , IndiaAboutHardeep Sabharwal describes himself as person of few words. He is one of millions of middle class Indians who do not have any ideology; they only want to live a peaceful life. The thing that hurts him.. more..Writing
|