EK AUR RAAT GUZAR GAYI!!A Poem by ayan ali darThis Prose wil take your Heart Out!
Batun batun me phir Raat guzar Gayi
Kasmein waadun me phir Raat guzar Gayi, Visal e yaar hu YU hurf na zayah ho Rog e ishq mein phir Raat guzar Gayi, Lehja to dekho kitni narmi hain ru ba ru mere Daman paar paar hain aur Raat guzar gayi, Shikan na mathe par na lab par fuga koei Dard se muztarib hain bimaar aur Raat guzar Gayi, Koei batlaye mujhe Zara ye rog hain shok hain Dil par nahi koei darkaar aur Raat guzar Gayi, Mere Malik mere mabood mujhpar nazre karam karna "Ayan" Ki Tera Banda hain beparwa mere Malik Reham karna, Hui na deed,na nikla mera chand Dil e nadaan tere chakkar me hayaat guzar Gayi, Ek aur Raat guzar Gayi... © 2014 ayan ali darAuthor's Note
|
StatsAuthorayan ali darSrinagar, Jammu and Kashmir, IndiaAboutHi I'm Ayan ali dar from Kashmir India, I have been writing poetry since I was in 6th standard At boarding school in Aligarh, From then till now I keep myself busy writing, Hope everybody like my.. more..Writing
|