![]() GangaA Poem by Anshuman Aryav![]() A hindi poem dedicated to Maa Ganga![]() ![]() Ye ganga paani nahi, Ye nirmalta ki dhara hai. Jitna ye humara hai, Utna hi tumhara hai. Lakho ki ye rooti hai, Karoro ka sahara hai, Ise humne sawaara tha, Ise humne bigaara hai.. Ye ganga paani nahi, Ye nirmalta ki dhara hai... © 2018 Anshuman AryavReviews
|
StatsAuthor
|