Devi SaktiA Poem by Anshuman AryavA hindi poem dedicated to all Indians on maa durga story... you can watch animated video of this poem on youtube https://www.youtube.com/watch?v=rmXYEmPqSFsYe kahani
hai ek bhakti ki, Ye kahani
hai devi sakti ki. Jab aashmaa
kaala tha, Jab charo or
andhiyara tha. Tab aaya ek
maha asura, Naam tha
uska mahisasura. Paakar vardan
ek aisa devo se, Nahi maar
sakta tha koi dev usse. Jab sab
astra khatm ho gaye, Jab sab
sastra asafal rahe. Tab devo ne
ki aaradhna aur veenty, Tab jaakar utpan
hui ek aasi naari sakti. Jise das
devo ne apna astra diya, Jise devo ne
naam maa durga diya. Jiske das
bhujaoo me astra thy, Laal-laal
vastra thy. Hantho me
trisool lekar, Chali maa
sher par savar hokar.. Karne annt
maha asura ka, Daal trisool
seene me uske, Kiya annt
mahisasura ka…. Hui burai
par aachai ki vijay, Gunj utha
bramand me “MAA SHERAWALI KI JAY” © 2017 Anshuman AryavAuthor's Note
Reviews
|
Stats
191 Views
7 Reviews Added on September 26, 2017 Last Updated on September 30, 2017 Author
Related WritingPeople who liked this story also liked..
|