faults in my life----i will do now.

faults in my life----i will do now.

A Poem by adityaveer singh

sansoon kay dhunye mein sulagti hain parchaniyan,
ankhoon ki nindoon say ye behti tanhanhiyan,
dikhta hai suraj phir bhi naa kara mein salam,
oooo haaaaaaannnnnnn,
sari muskiloon kay haal thay meray pass,
oooooo haaaannnnnnnnnnn,


meray sapnay thay bahut khaassss,meray sapnay ,
haan meray sapnay thay bahut khaaasss,meray sapnay .......ooooowwwwooooo




din badtay gaye,raatein tapti ganyi,
sapnaoo ko bandh kamray mein ghutttay huye dekha meinay ,konay mein jaloon ki dhundh mein khota gaya,aur apni manzil,mein apni manzil say dur hota gaya.......


kalay kajal mein, menay dhunda, meinay socha tumhain,
ghanay kalay badal hain phir bhi kyun aaaaasss mujhe,
zindgi kay saray dar hain kyun mujhe say udaas ,,,,oooooooooohaaaaaaaaannnnnnnn
thaam kay in lehroon ko jana nahi in kay saath ,,ohhhh haaaaaaaannnnnnnn


meray sapnay thay bahut khaasssssss ,meray sapnay ,
haaan meray sapnay thay bahut khaaassssssss,meray sapnay ,,,

© 2011 adityaveer singh


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

82 Views
Added on February 12, 2011
Last Updated on February 12, 2011

Author

adityaveer singh
adityaveer singh

hyderabad, India