TERI AANDHOYO MAI TOH JAAN HI NAHIA Poem by Adil Dar
Unko hum se shikwah hai izhaar toh karien.....
Jaan lenge Hum khud e bhagwaan toh nahi....... Woh ranjeeda hai aur hum nazar phair le..... Ayse be dil hum insaan bhi nahi...... Zar kya hai woh ahel e zar hai hum kam zar...... Doulat hi insaan ka jahan toh nahi............ Khoje hai jo tum ne woh toh mahaz hai.............. Itne Hi ishq ke imtihaan toh nahi........ Moju ko paar kar mile Ga tera sahil.... Ki samandar mi terna aasaan toh nahi...... Ab tera naseeb hai tikke ya doob jaye....... thamme na koi aysa toofaan hi nahi........ Cheer kar nikalti hai yeh chatanu se....... Teri aandhyu Mai toh koi jaan hi nahi......... Irada hai toh lag ja milegi manzil....... Muawza dega woh gayor hai insaan toh nahi.. Na naam hai na badnam adil shorat Ki dunya Mai..... Likhtey hai haal dil hamara kaam toh nahi....... © 2016 Adil Dar |
Stats
140 Views
Added on September 8, 2016 Last Updated on September 8, 2016 AuthorAdil Darsrinagar, jammu and kashmir, IndiaAboutBorn to write a simple guy widh straightforward attitude...... more..Writing
|