DIL MAI MOUJOOD USKI JAGAH AAJ BHI HAI

DIL MAI MOUJOOD USKI JAGAH AAJ BHI HAI

A Poem by Adil Dar

Uski bewafai mai humko talash wafa aaj bhi hai.......
Kho kar bhi ussey millne ki tamana aaj bhi hai..........
Kis masomiyat sey gaya woh hamari duniya ujaad key.........
Raaz ki baat toh yeh hai dil mai moujood us ki jagah aaj bhi hai......
Usne aane ke wade hazzar toh kiye aaya na kabi......
Uski raaho ko takta dil uska muntazir aaj bhi hai..........
Yu tou maloom hai woh bewafa nikla bazaar ishq mai.......
Dhoondtey hai wafa uske ishq ke Qail hum aaj bhi hai.......
Satati hai bohat woh berukhi uski yaad aati hai harpal.....
Wafa usy hi mille ab zmane mai labou par duai aaj bhi hai......

© 2015 Adil Dar


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Reviews

[send message][befriend] Subscribe
¿
Main dhoondne ko jamane mein jab wafa nikla....pata chala ke galat leke main pata nikla...
I could relate the same wave of emotions in your poem...thanks for sharing☺!

Posted 6 Years Ago


1 of 1 people found this review constructive.


Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

115 Views
1 Review
Added on September 6, 2015
Last Updated on September 6, 2015

Author

Adil Dar
Adil Dar

srinagar, jammu and kashmir, India



About
Born to write a simple guy widh straightforward attitude...... more..

Writing