FAEER KE MUNH IDHAR GUZRA

FAEER KE MUNH IDHAR GUZRA

A Poem by Adil Dar

Silsile teri yaadu ke barastey rahe hum tarstey rahe.....
Muddatu se aysa qehar guzra,aysi shab guzri sehar guzra.........
Daman bacha ke hum chale thai teri ulfatu se teri rhgabatu se.......
Khwah hi koi woh pal guzra jo teri mohabat ko rakh kar guzra.........
Bebasi ka aalam hai aur bewafi hum sey ho nahi sakhtey.......
Mehfil E ishq sajji hui hai aur tu humien chod kar guzra.....
umeed tere deedar ki tere darr pr hogaya mai darbadar......
Halat peh meri sab roo diye tu hi ik tha jo haskar guzra
Guzarna tere koche se mamool E zindgi ban gaya tha mera....
Deikh kar bhi yeh teshnagi tu chood ke seher guzra.......
Khayal tere aate bhi rahe satatey bhi rahe rulatey bhi rahe.....
Ghamu ko kar key myasar tu mere dil se hokar guzra..........
Purnam thei aankhien meri, dil khoon ke aanso roo diya........
Harkat se teri hum khafa thai tu fare ke munnh udhar ,guzra......
Dil ne ki bohat aaho fugaa,bhar E lab rawaan thei sadai dua......
Sar shaad tu sada rhae, mera yeh kehkar masjid ka darr guzra.......
Ussey paane ki aas rakh adil na ho tum ashkbaar.......
Mai samjta bhi gaya samjata bhi gaya ki zindgi ka sfar guzra..........

© 2015 Adil Dar


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

136 Views
Added on September 6, 2015
Last Updated on September 6, 2015

Author

Adil Dar
Adil Dar

srinagar, jammu and kashmir, India



About
Born to write a simple guy widh straightforward attitude...... more..

Writing