Chura lo khushiyan apne hisse ki

Chura lo khushiyan apne hisse ki

A Poem by Geetanjali

Mat karo chinta duniya ki
Chura lo khushiyan apne hisse ki

Suno apne mann ki baat
Aage badho do apne dushmano ko maat

Logo ki baatein pareshan karengi
Khud par ho bharosa to kamyabi tumhara pata dhund legi

Suraj naya savera lata hai
Irade agar pakke hon to jeena apne aap aa jata hai

Diya jal kar raushan hota hai
Dukh ke baad sukh ka mausam bhi aata hai

Dukhi mann se kabhi na lo faisla
Chahe toofan kitna bhi tej ho buland rakho apna hausla

Suno pukar apne dil ki
Milegi zaroor dishayein manzeel ki

© 2023 Geetanjali


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

35 Views
Added on April 6, 2023
Last Updated on April 7, 2023

Author

Geetanjali
Geetanjali

Hyderabad , South, India



About
A grown up woman but a child by heart more..

Writing
MY POEM MY POEM

A Poem by Geetanjali