Collection..A Poem by SuryaAfter days...
Hawa kahi dawa kahi jee toh diya hai
Par 'jodan' kula ye ghum kabi mita nahi Nikamma nahi na kaamiyaab Sapna toh hai par dard hi sahi Ilaaj teek nahi toh marna hi sahi Yeh ishq ki aadab ka kuch pata hi nahi Janaab sahi begum sahi, maalik bi h 'jodan' kahe ki kahaani me raaz hota hai Nazraana sahi kaha jab farishta ghar pe Ishq sahi nahi jab ishq me ishq nahi Ek kahaani tha joh mera nahi Ye bi zindagi h jisme me nahi Bus saans le raha hu jeena nahi Dadkan bi chupi h par kaam ka nahi Chalu kaha me talaash bi kiski Jab ruh hi mara h toh pyaar kyu Sirf ek insaan hu jih abi jala nahi Ek muddha hu jisme zuban nahi Padke jalgayi paav bi katgaye Sirf dil bachi h jo kabi puri nahi Cheezon so pyaar insaan ki barosa me karu tujpe Saza toh mili hai galti ki par kahu kis se Jung kya lade Mia, jeete ya haare Teek se dekho apna bi mara hai Koun hai badshah kya hai ye sarkaari Darbaar toh chodo gulam toh hum hi hai © 2017 SuryaReviews
|
Stats
204 Views
4 Reviews Added on August 11, 2017 Last Updated on August 11, 2017 Author
|