Socha Na Tha..A Poem by Sikandar Khan
Ao Sunao
Apni Prem Kahani Aik Chota Sa Khuwab Tha Aik Haseen Zindagi Ka Khyal tha Magar Kia Pta Tha Ishq Kay Hotay Ha Rang Hazar Un Rango Mien Chupi Pyar Ki Taqrar Uski Ankho Ki Chamak Mien Sara Jahan Basta The Mera Phr Unhe Ankhon Mien Dekha Kisi Aur ko Bsa Hua Bolti Thi Tmhari Hansi Mujhay Bohat Azeez Ha Jatay Jatay Wo B Cheen Kr Legae Badlay Mien Degae Ansu Hazar Soch Tha Uska Hath Pakar Kr Sath Samandar Ghumunga Mujhay Kya Pta Tha Tmharay Bina Kinaray Say Kahe Door Doob Jaunga Sath Bitae thay jo Pal Wo Ab Yadien Ban Gae Uski Muskan Abi B Meri Ankho Mien Basi Ha Apni Yadien Aur Saray Dukh Apnay Wirsay Mien Degae Phr B Dur Na Hue Dil Say uski Yad Aur Lab Say Uska Karaar Ay Ishq Tujh Say Kia Mila Sirf Intezar Intezar Intezar Pehlay Ishq Hansata Ha Phr Rulaata Bs Phr Tarpata Ha Jee Bhar Kr
© 2017 Sikandar KhanAuthor's Note
Reviews
|
Stats
655 Views
13 Reviews Shelved in 2 Libraries
Added on June 12, 2017Last Updated on June 12, 2017 Author
Related WritingPeople who liked this story also liked..
|