Tu Kabhi Mera Rona Zaar Zaar Dekh : Love PoemA Poem by Mirza Sharafat Hussain BeighOne of the most favorite love poem expressed in urdu language. By : Mirza Sharafat
Tu kabhi mera rona zaar zaar dekh
khanjar ko mere dil ke aar paar dekh rait ke daney se hasrat paani ki pooch meri aankhu me basa tera intizaar dekh har taraf tu apney gul o gulzaar dekh par dekh mujhe har lehza sogwaar dekh terey qadmu me rakha hai sar humney kisi ko mar mitney par tayaar dekh zara dham bhar ko aazma mujhe qatil tu aek lamha mera aetibaar dekh Sharafat tu nikal apney shehar se kabhi khizan ke badal kahi mosam e bahaar dekh © 2016 Mirza Sharafat Hussain Beigh |
StatsAuthorMirza Sharafat Hussain BeighKashmir, Srinagar, IndiaAboutMirza Sharafat Hussain Beigh is fourth generation poet born into a traditional elegy writer's family dating back their history of composing elegiac poetry to 1900 CE. Born in Daulat Abad, Srinagar, Mi.. more..Writing
|