Qatil ke naamA Poem by Mirza Sharafat Hussain BeighA poem on separation/changing mood of beloved/enemy in a nice urdu poetic style.aj teri jabeen pa hasrat nahi shikan kahi hai juda dil se meri jaan kahi, badhan kahi hai tapti rahu me teri khaak ishq ki na mili yehi meri muhabbat padi bey kafan kahi hai bahu me teri mout ke lag jawu galey me tujhe dekhtey saansu me uthti ghutan kahi hai kal ke zalim ne diya aj tohfaye qatilana bachney ki na tamana na koi kiran kahi hai sharafat ke rukh pa dekho zara wahi aadat purani terey khanjar se na lahu kahi na thakan kahi hai © 2015 Mirza Sharafat Hussain Beigh |
StatsAuthorMirza Sharafat Hussain BeighKashmir, Srinagar, IndiaAboutMirza Sharafat Hussain Beigh is fourth generation poet born into a traditional elegy writer's family dating back their history of composing elegiac poetry to 1900 CE. Born in Daulat Abad, Srinagar, Mi.. more..Writing
|