Poem : UdasiA Poem by Mirza Sharafat Hussain Beighthree quatrains of poetry impressing thoughts.
hoon shaam se me rootha huwa aaj phir se
ghar mein hu bey ghar sa janey kab sey hoon karwan se choota huwa aaj phir se nahi sulaya hai mujhe aj maa ne phir se jaaney fizavu me ye ajnabi mehak kyu hai khushboo bulata hu paas teri naam se me mujh se wo chin ke juda huwi yun hai ye aagh dil ki bhujata hu sirf jaam se me thaki haari yaadu me ab raftaar bhi nahi kuch alsaati to kuch rehti khamosh hain wo bewafa saath chlaney ko tayaar bhi nahi kaha layla thi aur kaha wo faramosh hai © 2015 Mirza Sharafat Hussain Beigh |
StatsAuthorMirza Sharafat Hussain BeighKashmir, Srinagar, IndiaAboutMirza Sharafat Hussain Beigh is fourth generation poet born into a traditional elegy writer's family dating back their history of composing elegiac poetry to 1900 CE. Born in Daulat Abad, Srinagar, Mi.. more..Writing
|