Poem : IstiyaqA Poem by Mirza Sharafat Hussain BeighLonging for Love
ghar teri nighahu se me guzra huwa hota
kab ka ilaaj e dil hamara paya gaya hota falak se jo chamak kar utri thi mere ghar pata layla ka usey kabhi bataya gaya hota kuch fakhar karta me bhi dham bhar ke liye ghar me bhi ishq me kabhi azmaya gaya hota shumaar kartey saath tum mujhe zara majnoon ke aek aur bhi kahi layla se tadpaya gaya hota kabhi jis lahad se wo na loutey gi sharafat kaash me bhi paas uske sulaya gaya hota © 2015 Mirza Sharafat Hussain Beigh |
AuthorMirza Sharafat Hussain BeighKashmir, Srinagar, IndiaAboutMirza Sharafat Hussain Beigh is fourth generation poet born into a traditional elegy writer's family dating back their history of composing elegiac poetry to 1900 CE. Born in Daulat Abad, Srinagar, Mi.. more..Writing
|