Poem : Sehmi SaanseyA Poem by Mirza Sharafat Hussain BeighAn amalgam of thoughts.
aaj kuch merey andar sehmi si saansey gardish me hain
badi mud.dhat se aankhein nam kisi ki khwahish me hain shayad kuchal diye hai tum ne aaj mere khwab run me merey panney aarzoo ke bheegey baarish me hain wo abbas ke dast jo ghir padey pani ke hamrah pardey ke peechey dasht me muslim hi sazish me hain suna hai apni qatarein teri rehguzar se jati nahi mujhe gham nahi ye lagi muhammad ki sufarish me hain gul tashna hai bikhrey sharafat ke gulshan me jaisey bey jaan dahanu ki numayish meri rihayish mein hain © 2015 Mirza Sharafat Hussain Beigh |
StatsAuthorMirza Sharafat Hussain BeighKashmir, Srinagar, IndiaAboutMirza Sharafat Hussain Beigh is fourth generation poet born into a traditional elegy writer's family dating back their history of composing elegiac poetry to 1900 CE. Born in Daulat Abad, Srinagar, Mi.. more..Writing
|