Old is goldA Poem by Jaskaran Singh SethiIt's about the good old times where there was no ego,arrogance or hatred but love
Woh so raha tha
Main jaag raha tha Woh so raha tha Main jaag raha tha Usne mujhse pucha aeq pagle kya kar raha hai Maine usse kaha "aa gaya ni billo Ohi time " wali ghadi dhoondh Raha hoon Jab yeh dhardti narkon ki nahi swargon ki hua karti thi Jab hum Dard bhi hassi ke zariye pee jaate the Aajkal toh kaanta bhi chubhta hai toh Dard se Chila uthte hain Ek waqt tha jab hum biwi ka haath bade fakr se pakadte the Aajkal woh haath sirf biwi Ko maarne ke liye uthte hain Sach mein doston hum matlabi ho Gaye hain Hum dua mein bhi kisi aur ka Naam nahi Balki khud ka rakhte hain Arey doston main toh Aisa hoon jo khuda se poochta hoon "how are you" Jab jawab Haan aaye "main theek hoon" main hassi Khushi wahaan se chala jaata hoon . Doston yeh ghadi toh ek bahana hai tumhare chehre pe ghum hui muskaan Ko jo vapas laana hai!! © 2018 Jaskaran Singh SethiAuthor's Note
|
StatsAuthorJaskaran Singh SethiAmritsar, North region, IndiaAboutI am a Wilson's disease patient,I am 32 years old.i started writing 6 months after the diagnosis. I am a published with one poem in Indian anthology. My poems are aired on us radio more..Writing
|