Puri Kitab Likhta

Puri Kitab Likhta

A Poem by Ahmad Sheikh
"

This is a ghazal written by a lover on one-sided love, which the poet, i.e. I, have tried to put in the form of a ghazal in a poetic style.

"
Jo haq hota mujhe, teri taarif likhne ka
To tere naam pe shayeri nahi, ek puri kitab likhta

Nahi likhta mai, tujhe manind bhi kisi ke
Agr likhta to kainat me bhikhri fiza likhta

Aur shayaro'n ki boli, tere awaz me nahi dikhti
Jo tujhe sun likhta to ibadat ki azaa'n likhta

Mai tujh ko dekh ke , nahi likhta kabhi huro'n malak
Jo likhta dekh kar, to aati madine se sada'n likhta

Teri zuba'n pe jo, mithi si nazm rahti hai
Usi ko sun ke phir tila'awar e Quraa'n likhta

Jo haq hota mujhe, teri taarif likhne ka
To tere naam pe shayeri nahi, ek puri kitab likhta

© 2025 Ahmad Sheikh


My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

26 Views
Added on January 21, 2025
Last Updated on January 21, 2025

Author

Ahmad Sheikh
Ahmad Sheikh

Ballarpur , Indian , India



Writing