Journey towards LifeA Poem by NitinIt's about how one make himself special with journey towards life
Din dhalte hein,hum badhte hein aur kuch khaas se bante hein,
En hawaon ko, Barsaat ki mast bindoon ko,tufaano ko aur patjhad ko hum ek ko khud he sehna hai. Dhona hai wo har bhaar jo kismat ka sanjoya hai. Tu darr matt mere yaar,din dhalte hein, hum badhte hein auur kuch khaas se bante hein. Jeevan ke aakhri path par, jab apna chalchitra khud aur dusro ko dikhaingay, hunkaarengay swabhimaan se kahe jayengay---- Din dhalte hein, hum badhte hein aur kuch khaas se bante hein :) © 2020 NitinAuthor's Note
|
Stats
17 Views
Added on April 11, 2020 Last Updated on April 11, 2020 AuthorNitinBangalore, Hindu, IndiaAboutI am a procurement professional whose basic job is to save dollars for Organization however as person just opposite in nature,I don't negotiate much,not calculative minded.Believe life should be big n.. more..Writing
|