Zindagi me ye bhi zaroori hai

Zindagi me ye bhi zaroori hai

A Poem by Nikita

Kabhi dil ki tanhaai,

Kabhi baaton ki gehraai,

Kabhi dil me chupi sachaai jaan na.

 Zaroori hai.......

Apno ki khushi me khush hona,

Apne dukh ko apno se baantana,

Galti hone par apno ko daantna.

 Zaroori hai.......

Doston ka paas hona,

Dil se unka saath hona,

Problems me apno k gale lag k rona.

 Zaroori hai.......

Bura lagne par gussa dikhaana,

Apne sabhi doston ko sataana,

Unke gussa hone par unhe manaana.

 Zaroori hai.......

Zaroori hai zindagi ko khul k jeena,

Zaroori haihai apne zakhmon ko seena.

Zaroori hai har khushi ko apno se baantna,

Zaroori hai gam ke baadlon ko mil k chaantna.

© 2017 Nikita


Author's Note

Nikita
Ignore the small mistake in spellings

My Review

Would you like to review this Poem?
Login | Register




Reviews

it is only mistakes in spelling dodododooooopop

Posted 7 Years Ago



Share This
Email
Facebook
Twitter
Request Read Request
Add to Library My Library
Subscribe Subscribe


Stats

47 Views
1 Review
Rating
Added on January 10, 2017
Last Updated on January 10, 2017

Author

Nikita
Nikita

Sirsa, Haryana, India



About
I am a poetess who loves to write poems based on thoughts and real life situations. more..

Writing