KaviA Poem by Mahi sain(Mahesh)Aaj is kavita ko likhna ka mahtav kuchh nahi hai Lekin bauthe baithe bor raha tha to socha kya likhu Phir ant me ye sab yaad aaya likhnr ko ki kyu na aaj khud kavi par kuchh likha jaayJab sota hai jahaan ye saara Tab kahi koi jagta hai Hota hai kuchh kahane ko aatur par lab gumsum sa rahta hai sabd umadte hai man me saar Nahi koi banata hai sunte hai bas saade panne koi nahi jab sunata hai Dard utarane lagta hai in par ak kaarava chal padta hai Bharne lagta hai galaa moti sa bah chalata hai deta hai phir vo ak naam inhe jise har koi kavita kahta hai
© 2019 Mahi sain(Mahesh)Author's Note
|
Stats
24 Views
Added on August 20, 2019 Last Updated on August 20, 2019 Author
|