'Parchayi apne haath ki mere haath pe dalke Mujhe ehsas dila de ki tu mere saath hai Agar dil kare toh...'Aapki rachna prem ki us parakastha ko pragat karti hai, jab preysi apne premi se sirf apne astitvta ko svikar karne ko kehti hai. Apne apne bhavnao ko alfaazon se jis tarah baya kiya hai, vh kaabile taarif hai.
Posted 10 Years Ago
1 of 1 people found this review constructive.
10 Years Ago
Shukriya, iss kavita ko likhne ka maksad mahaz ye darshana tha ki insan ko pyar me 'kam se kam' kitn.. read moreShukriya, iss kavita ko likhne ka maksad mahaz ye darshana tha ki insan ko pyar me 'kam se kam' kitne ki darkar hoti hai, aur apne ise bakhubi samjha hai. Bahot bahot shukriya apka
Pak kahiye, pavitra kahiya ya keval pyar keh dijiye. Dukhi mann se likhi nazm aur kavita sukh hi det.. read morePak kahiye, pavitra kahiya ya keval pyar keh dijiye. Dukhi mann se likhi nazm aur kavita sukh hi deti hai.Shukriya, dhanyavad.
Wah wah! A standing ovation from me.. It IS your best Hindi Poem. It would be - Anybody's - Its is so good. I loved it and thanks a lot for sharing it with me, great Hindi poet. Isme aapko sau mein se sau milenge.
Posted 10 Years Ago
1 of 1 people found this review constructive.
10 Years Ago
Yeh 10 reviews sau mein sau se bhi zyada khushi dete hain humein. Dhanyavad iss kavita ko sarahne ke.. read moreYeh 10 reviews sau mein sau se bhi zyada khushi dete hain humein. Dhanyavad iss kavita ko sarahne ke liye.
'Parchayi apne haath ki mere haath pe dalke Mujhe ehsas dila de ki tu mere saath hai Agar dil kare toh...'Aapki rachna prem ki us parakastha ko pragat karti hai, jab preysi apne premi se sirf apne astitvta ko svikar karne ko kehti hai. Apne apne bhavnao ko alfaazon se jis tarah baya kiya hai, vh kaabile taarif hai.
Posted 10 Years Ago
1 of 1 people found this review constructive.
10 Years Ago
Shukriya, iss kavita ko likhne ka maksad mahaz ye darshana tha ki insan ko pyar me 'kam se kam' kitn.. read moreShukriya, iss kavita ko likhne ka maksad mahaz ye darshana tha ki insan ko pyar me 'kam se kam' kitne ki darkar hoti hai, aur apne ise bakhubi samjha hai. Bahot bahot shukriya apka
Acha , acha...That is some of the words I know...lol
Bravo
Posted 10 Years Ago
1 of 1 people found this review constructive.
10 Years Ago
Dar is sooo sweet of you to try reviewing this piece without being able to understand it completely... read moreDar is sooo sweet of you to try reviewing this piece without being able to understand it completely. Tenkew and if you want i cn translate it to english for ya..
10 Years Ago
No problem...You are welcome...:).................
Likhne wale k soch jab etni pak ho to bas lafjo ko b mehsus Kia ja sakta hai
Well done.
Posted 11 Years Ago
1 of 1 people found this review constructive.
11 Years Ago
Suna tha shayari padhke aap shayar ka mann padhte hain par aapse behtar humein kisi ne nahin padha.... read moreSuna tha shayari padhke aap shayar ka mann padhte hain par aapse behtar humein kisi ne nahin padha.. Bahot bahot shukriya aapka:-)
An introvert by profession, I've developed a love for writing to express my feelings. Sadly its my only talent, wanna know from you good people if I can be a writer professionaly.I dont fit into any g.. more..