Dil ke ArmaanA Poem by Azhar SabriThis poem for whose is fall in loveDil ke armaan hai ki mai tujhko palko pe bithau, Sawan ke wadiyo or chandani rato ki shair krau. Min tumhe rushwa karu ye zamane ki tauheen hogi, Dil ke armaan hai ki mai rushwa na hone du tujhe. u. Har shaam tere naam ki warjis kiya karta hu mai, Dil ke armaan hai ke tere naam ko roshan karu. Waqt ne waqt se pahle kabhi kisi ko choda nahi, Waqt ne mujhe thukra diya ye bhi the ek dil ke armaan. Is wadiye bahar ne apko dawate shukhan di hai, Dil ke armaan hai ki mayush na hone de unhe. Dil ke armaan hai ki mai tujhko palko pe biyhau, Sawan ke wadiyo or chandani rato ki shair kra
© 2014 Azhar SabriAuthor's Note
|
StatsAuthorAzhar SabriNew Delhi, Islam, IndiaAboutAzhar Sabri, basically belong from a remote village belwar which is in gaya distt bihar, very backward in the field of education, but very tough life not so easy to manage. completed matriculation an.. more..Writing
|