Paheli BaarA Poem by Azhar SabriPaheli Baar is the love poem where indicate what happen Paheli BaarJab maine usko dekha to tham kadam paheli baar, Manind jaise din mein dikh gaya shamsh paheli baar. Batein kiya to aisa laga lafzo me hai gazlon ki bahar, Chehre pe dekhe the masoomiyat or tabassum paheli baar. Jab wo mujhe dekh kar mushkurai laga maine pa liya har khushi, socha kaid kar loon waqt ko tham loo tera daman ek bar. Jab main gaya ijhare mohabbat ko uske chehre pe thi mayushi zaro bezaar, Mujhe bolne se pahle usne rukhsate dawat de di akhri baar. Ae bewafa nadan kaha chal di mujhe chod kar, Tumne dil ke tukde kar diye kai hazaar, Aisa kyun hota hia, hota hai paheli baar. © 2014 Azhar SabriAuthor's Note
|
StatsAuthorAzhar SabriNew Delhi, Islam, IndiaAboutAzhar Sabri, basically belong from a remote village belwar which is in gaya distt bihar, very backward in the field of education, but very tough life not so easy to manage. completed matriculation an.. more..Writing
|