Janm-maran ka khelA Poem by Amit DhimanLife & death...
Janm-maran ka khel hai yeh toh, janm-maran ka khel,
Khate na yeh mel hain yeh toh, janm-maran ka khel hai, Rishton ki badhti rail hai yeh toh Janm-maran ka khel hai, Agyaon ki badi jail hai yeh toh Janm-maran ka khel hai. Janm-maran ka khel hai yeh toh, janm-maran ka khel, Khate na yeh mel hain yeh toh, janm-maran ka khel hai, Dharm yahan bemel hain yeh toh Janm-maran ka khel hai, Jatiyon ki sale hai yeh toh Janm-maran ka khel hai. Janm-maran ka khel hai yeh toh, janm-maran ka khel, Khate na yeh mel hain yeh toh, janm-maran ka khel hai, Zimmedariyon mein nakel hai yeh toh Janm-maran ka khel hai, Saans toh rakhel hai yeh toh Janm-maran ka khel hai. © 2016 Amit DhimanReviews
|
Stats
92 Views
1 Review Added on December 30, 2016 Last Updated on December 30, 2016 AuthorAmit DhimanChandigarh, Punjab, IndiaAboutParamedical student and I love to write poetry. Writing poetry is my passion..... more..Writing
|