Yeh Ishq (Ghazal)A Poem by Amit DhimanGhazal-e-Ishq
Kambakht-e-ishq ho hi kyun jata hai,
Khuda ki or ibaadaton mein jhukata hai, Sajde mein jab jab jhukta hai yeh nacheez, Kyun mera khuda mujhko yaad aata hai...? ? ? Kehte hain aasman farishton ka hai, Kehte hain zameen parwanon ki hai, Khuda ke toh sirf bande hain hum, Kyun meri aashiqui khuda ho jati hai...? ? ? Yeh aasman bhi tujhpar fanaa hai, Yeh zameen bhi tujhpar fanaa hai, Hum khud bhi tujhpar huye fanaa, Kyun jaan-e-mann yeh ishq hi fanaa hai...? ? ? © 2016 Amit DhimanReviews
|
StatsAuthorAmit DhimanChandigarh, Punjab, IndiaAboutParamedical student and I love to write poetry. Writing poetry is my passion..... more..Writing
|