Dilshad Ahmad
|
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadTum bhi kab tak kroge meri hausla-afzai, Mai to aksar udaas rahta hoon |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadWo jo ishq seekhi thi mujhse, Ab kisi aur se kar rhi hai |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadMai puchta nahi kisi se tere baare më, Tujhse Judi har baat sirf khuda se hoti hai |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadUsne mujhe aise bhula diya ae dilsh Uski rehayei kisi jurm se hui ho jaise Ye to aadha bhi nahi jis pe tum tarap uthe ho Tumne dekha hi kahan abhi.. |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadUse fursat nhi milti bahut masroof rahti hai, Pareshaan mai hi hota hun hamesha be-wajah yun hi |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadUsne ahmiyat khatam kr di Humne raabte khatam kr diye, Usne jaana hi laazmi samjha Maine mayoos hokar raaste aasan kr diye |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadWo maangta rahta tha chand mujhse aksar, Mai aaina dekar use tanha chor aaya hun |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadAlfaazon ke lahze itne mayne rakhte hain, jis ki wajah se insaan dil me utar jaata hai yaa to dil se utar jata hai |