Dilshad Ahmad
|
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadUnko manzil paa lene ki zid thi Mujh tak raaste door se hokar aate the |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadMaine chup reh kar saliqe se ulat di baazi Usne socha tha badi der tamasha hoga... Koi kahani too nahi mai sada reh jaaun Maine kirdaar nibhana h.. |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadMukhalifat se meri shakhsiyat sawarnti hai, Mai jalne walon ka bara ehteraam karta hun |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadHumne chahre pe itminaan saza kar Aaine ko hamesha gumrah hi rakha hai |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadMain yuhi be-wajah khud se kabhi ruswa nahi karta, Mohabbat main bhi karta hoon magar charcha nahi karta Jo mujhse milne aate hain unki dil se izz.. |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadTum Ahle Nigaah ho too tumhe kyu nahi aata Nigaahon ki guzarish ko samajhne ka saleeqa |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadUsse pehle bhi rawayaat me aaya hua hai Ishq ka naam bagaawat me aaya hua hai Wo mere dil me bahut der na tehre shayad Shahar ka shakhs hai dehaa.. |
![]() |
SafarA Story by Dilshad AhmadAgar toorta tu mujhe muhabbat se, Mere tukde bhi tere kaam hi aate |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadZindagi kaanch ke tukde ki tarah hai meri, Aur tukde ko behar-haal bikhar jaana hai |
![]() |
SafarA Poem by Dilshad AhmadTumse koi chiz sambhalti hi nahi Meri muhabbat ki hifażat kahan hoti, Mujhe bhi kho diya hai tumne ab Malaal iska bhi kahan hai tumko |